Sunday, May 2, 2010

Zindagi.....ek talash


Har chhoti si baat me hum khushi ko talashte hain,
ansuon k pichhe chhupi hansi ko talashte hain,
har pal zindagi hamare sath chalti hai,
phir bhi har pal hum apni zindagi ko talashte hain.

No comments:

Post a Comment