Sunday, May 2, 2010

Something.....impossible



Zindagi jeena mushkil hai par zindagi ko samajhna namumkin hai,
khushi ko pana mushkil hai par gam se bachna namumkin hai,
phir bhi hum har baar nakam koshish karte hain zindagi ko samajhne ki aur aansuon se bachne ki,
kyunki man ko samjhana mushkil hai aur dil pe kabu karna namumkin hai.

No comments:

Post a Comment