Sunday, May 2, 2010

Waqt...badal jata hai


Waqt har pal badalte hue kuch naye halaat paida kar jata hai,
kabhi hum halaat ki maar sah lete hai,kabhi halaat humen kuchal jata hai,
ye silsila tufanon ka yoon hi chalte hue tham jata hai,
aur achanak ek pal mein hi waqt phir se badal jata hai.

No comments:

Post a Comment